Thursday 13 March 2014

Gyaan ki baat

2 insaano may ek gehra nata hota hai, kabhi kabhi aap kisiko saalo se jaante ho fir b oose pasand nahi karte aur kabhi kabhi aap kisise pehli bar milte hai aur wo aapka dost ban jata hai chahe internet pe, phone pe, office may kaam karne k dauraan, aapka lift man, aapka watch man.. kisi se b jisko dekhke aapko wo apna saa lagta hai jisse behichak aap hazaro baatein kar sakte hai bina kisi khauf k..

tujhse mera nata toh hai,
par mein nahi jaanta,

tujhe dekh mera dil toh dhadakta hai,
par ye tere dil ko nahi pehchanta.

aashiq sahi, diwana sahi,
par tera mujhse h pehle ka nata koi..